Friday, May 11, 2007
safar
Zindagi k safar mein koi rasta nahe deta, zameen wakif nahin bante falak saya nahin deta ,khushi or dukh k mausam sab k apne apne hote hein kisi ko apne hesay ka koi lamha nahin deta udasi jis k dil mein hou ussi ki neend urtii hai kisi ko apni ankhoon sey koi sapna nahin deta,uthana khud hi parta hai thaka tota wajood apna,k jub tak saans chalti hai koi kandha nahin deta….
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment